Nobody 2

tkraja15
Review by
25 Aug 2026
0th percentile
55
This review contains spoilers
Hutch pai aram kro!

Yaar ye movie ko kya bolu lekin bolta hu khair, is movie mei action mast tha or action mei comedy aa jaye or maza aata hai alag type ka wo is movie ny bharr k provide kiya maza aaya Action+Comedy dekhny ka lekin is movie ka plot zara 1st wali sy kaafi weak tha, khair lekin is mei Hutch or uski wife + Family ko zayada explore kiya gaya! or iska Dad or Kala yaar wapis again in action Female Villain is mei bhi chutiya type thi maza toh tab aaya jab Gandu officer Abel ny masti ki jaan bujh kat Hutch k sath panga or us k peechy bandy bejhna lekin jis k liye kaam karta tha jo main Villain bhi thi Lendina usi ny isko marwaya maza aa gaya or mazydaar action tha is movie mei bhi action strong tha.
Mini Review: Hutch pai aram kro! Yaar ye movie ko kya bolu lekin bolta hu khair, is movie mei action mast tha or action mei comedy aa jaye or maza aata hai alag type ka wo is movie ny bharr k provide kiya maza aaya Action+Comedy dekhny ka lekin is movie ka plot zara 1st wali sy kaafi weak tha, khair lekin is mei Hutch or uski wife + Family ko zayada explore kiya gaya! or iska Dad or Kala yaar wapis again in action Female Villain is mei bhi chutiya type thi...
Watch the Trailer